Re: "Parhiye Aur Sochiye" # Dolat ka bahtareen musarif ye hay key us se eezat-o-aabroo ko qaim rakha jaey.
# Zindagi kay her qadam par phool bikhairtey jao, ek din baagh bana hoa pao gay.
# Jub hum apni pasand ki ashiya se mahroom hon to mojodah ashiya ko hi pasand kar lena chahiye.
# Buzdil insaan mout anay se pahlay hi kae martaba mar jata hay, lakin bahadur insaan ek hi martaba marta hay.
# Aqal mand log andaza nahin ker saktey key bay waqoof kiya kahney wala hay. Share
__________________ |